Manregaa ki uplabdhiyo ki smiksha me yah tathya samne aa raha h ki
manregaa majduroo dvara kiya gya mitti ka adhikansh karya anupyogi sabit
ho raha hai.Gavo me mitti khudaai ka karya lgbhag smapt ho gya
h.Manregaa majduro dvara aise kary krvay ja re h jinka ab koi upyog ni
raha h.Isliy ise krishii kendrit bnane ki aavshyakta h ..Kheti k kaam m
Manregaa majduro ki bhagidari sunishchit krne k liy srkaar ko neeti
nirdhaaran krnaa chahiy.Isse dohraa
labh hone ki smbhavna hai.Krishi lagat ki adhiktaa evam majdurii ka
bojhh aam kisaan bardaast nahi kr paa rahe h.adhik lagat evam km
aanupatik utpadaktaa k karan kisaano ko ghata uthaana pd raha hai.
Yadi manrega majduro dvara kheti ka kam kraya jay to srkaar ko mnregaa sceem ko anvrat chalu rakhne me koi asubidha nahi hogi..majduro ko sdaiv kam milta rahegaa aur kisaano ko b rahat milegi..unki krishii lagat km hogi tb krishi utpadan ka labhkaari mulya mil skegaa.
Sarkaar aur smbndhit kisaan ko..manregaa majduro ko ko mjdurii bhugtaan me aanupatik bhagidaari ki neetigat vyavastha ke dvara is sceem ko aur bhi upyogi bnaya jaa sktaa hai...